Start communicating
Lateefay-Jokes
Recent Village Updates
Login to find out
has added a new journalDil Jalaney Ki Baat Kartey Ho
Ham Ne 6 Din Se Munh Nahi Dhoya
Tum Nahaney Ki Baat Kartey Ho
--------------------------------
apnay dil kay pinjray main tumhari yadoon ka toota paal rakha hai
kaisay kahain rani hum nay tumhara kitna khayal rakha hai
tumhari reshmoon zilffon say jo aiya tha 2 jooan ka jora
un ki awlad ko hum nay abhi taak paal rakha hai
--------------------------------
Humsa ho tu samne aaye.
Aik hi fan tu hamne seekha hai
Jis se miliye usy khafaa kijy
------------------------------
Dil main basa hai piyar tayra, ankhoon main basi hai tasveer tayri
jab bhi ati hai yaad tayri hum dekhtay hain TOM AND JERRY
------------------------------
Login to find out
has added a new journalDosti karo collegwali se,
pyar karo officewali se,
program karo padoswali se,
ankh ladao sali se,
love karo dilwali se,
aur mar khao gharwali se
---------------------------------------------
exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.
---------------------------------------------
Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu ab aur na intzaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de
-----------------------------------------------
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal khatam ho gayi!!
-----------------------------------------------
aahat si koi aaye to lagta hai ke tum ho
saaya koi lehraye to lagta ahi ke tum ho
ab khud hi batao jaan-e-jaan
kya tum kissi bhoot se kum ho??
------------------------------------------------
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola
-------------------------------------------------
Chaand ko garoor hai ki uske pass noor hai to kya hua
Mujhe bhi garoor hai ki mera dost Langoor hai

