Tumhain jab kabhi milain fursatain
tumain jab kabhi milain fursatain mere dil say bojh utar do
main boohat dinoon say udas hoon mujhay koi sham udhar do
mujhay apnay roop ki dhoop do,kay chamak sakain mere khal o khal
mujhay apnay rang main rang do, meray saray zung uttar doo
kisi aur ko meray hall say, na gharz hai koi na wastah
main bikhar gaya hoon samate lo, main bigar gaya hoon sanwar do
meri wehshatoon ko budrha diya hai teri judaioan kay azab nay
mere dil pay haath rakho zara, meri dhadkanoan ko qarar do
tumhain subah kaisi lagi kaho, meri khawishoan kay diyar ki
jo bhali lagi to yaheen raho, issay chahtoan say nikhar do
wahan ghar main koan hai muntazir, kay ho fikr dare saware ki
barri mukhtasir si yeh raat hai, isi chandni main guzar do
koyee baat kerni hay chand say kissi shakh sar ki oat may
mujhay rastay may yaheen kaheen kissi kanj gull may uttar do
Aitabbar Sajjid

Comments on this journal