Tum...
jaane keyon khuch loog rehtein hein naraz
kese inhein manayon sochta hoon dil mein
koyi neyi dhun chehron bajayon neya saaz
hazaar jattan keye ajeeb hoon mushkil mein
bataayo keyon hai inn aankhoon mein itni veerani
ikk talab hai inn mein jese saddiyon ki piyaas hoo
yeh lu muskurahatein dey du hamein apni pareyshani
tumhari aankhein chamak uthein bas ab yehi aas hoo
ab tumhein kese batayein tum hamara sab khuch hoo
har saans hai tumhari har dharkan mein hai tumhara naam
har cheez mein tumhi dikhtey hoo dil kehin geya hai khoo
madhooshi mein bi na bula paye tur deya aakhir hum ne jaam

Comments on this journal
Let me make some lines on your beautiful picture:
Jalte Hooay Chirag Tamana kay sath sath
Tareeek rath ki rag-e-jan ko sahr karay...
Dhalti saatoon main bemar-e-dil kay sath..
Allah koi tabeeb jan roshan sahar karay..
Sham-e-dil mar na jay bad -e- sahar kay sath
Mera raha dan is aqri nishan ki khubar karay
:P
:)
chalain iqrar ki himmat tau hai na mujh main, yeh tau mantai hain ap..... any one who could dare to admit.......ah han
:P
ab ho chalaa yaqii.n ke bure ham hai.n dosto