Mohabbat ab nahin ho gi!
Sitarey jo damaktey hain,,,,,kisi ki chashm-e-heran mein
mulaaqaaten jo hotee hain jamaal-e-abro-baraan mein
Yeh na-abaad waqton mein ,,dil-e-na-shaad mein ho gi
Mohabat ab nahin ho gi.....
Yeh kuch din baad mein ho gi......
Guzar jaa'en gey jab yeh din
Tau in ki yaad mein ho gi!!