Love Food
Jo khana kabhi milta hay, ussay chora nahin karte
Murgi ho k sabzi ho, kabhi moan mora nahin karte
Kahin sharm k maray bhokay na rah jayo
Para ho jo khana to haath roka nahin karte
Koi larki teri attention ko kharab na karde
Murgh Musalam ko haath say chora nahin karte
Parveen ki amman ko yeah baat samajh kion nahin ati
munday shararti ka dil aisay tora nahin karte
Sitam karna hamaray per, yeh hai adat zamane ki
Chicken ko chor kar Sabzi ka soda nahin karte
Zindagi k usulon main, yehi pehla usool apna
waqt ho na ho, khana kabhi chora nahin karte