kyun ?
Kyun akela chod ke chali gayi tum mujhko,
Kyun mera ek baar bhi tumko khyaal nahin aaya,
Kyun bas keh diya ki ham nahin mil sakte,
Kyun mera pyaar tujhe rok nahin paya.
Kyun dar gayi tum haalat se,
Kyun nahi tumko sabar hua,
Kyun todh diya sab vaadon ko itni jaldi,
Kyun mere bharosa nahi hua tumko.
Kyun kahaa tha mujhse I LOVE U.... ,
Kyun mujhe joothe pyaar se behalaaya,
Kyun mujhe pyaar karna chodh diya,
Kyun kiya esa tumne kyu kiya.
Kyun bhula diya mere pyaar ko tumne,
Kyan mera pyaar jhoota laga tumko,
Kyun ban gayi tum itni BEdard,
Kyun mera pyaar tujhe rok nahin paya
Kyun mera ek baar bhi tumko khyaal nahin aaya,
Kyun bas keh diya ki ham nahin mil sakte,
Kyun mera pyaar tujhe rok nahin paya.
Kyun dar gayi tum haalat se,
Kyun nahi tumko sabar hua,
Kyun todh diya sab vaadon ko itni jaldi,
Kyun mere bharosa nahi hua tumko.
Kyun kahaa tha mujhse I LOVE U.... ,
Kyun mujhe joothe pyaar se behalaaya,
Kyun mujhe pyaar karna chodh diya,
Kyun kiya esa tumne kyu kiya.
Kyun bhula diya mere pyaar ko tumne,
Kyan mera pyaar jhoota laga tumko,
Kyun ban gayi tum itni BEdard,
Kyun mera pyaar tujhe rok nahin paya


