Khudkashi
Woh paiman bhi tootey jinko
Hum samjhay thai paabinda
Woh shamain he daagh hain
Jinko barson rakha taabinda
Donon wafa kar ke naakhush hain
Donon kiye par sharminda
Pyar se pyara jeewan pyare
Kya maazi kya ayinda
Hum donon apne qatil hain
Hum donon ab tuk zinda
- Ahmed Faraz
Hum samjhay thai paabinda
Woh shamain he daagh hain
Jinko barson rakha taabinda
Donon wafa kar ke naakhush hain
Donon kiye par sharminda
Pyar se pyara jeewan pyare
Kya maazi kya ayinda
Hum donon apne qatil hain
Hum donon ab tuk zinda
- Ahmed Faraz



Comments on this journal
Mil jaye to mitti hai, kho jaye to sona hai