Khabi kessi ko mukamal....
Khabhi kessi ko mukamal jahan nahin milta,
Kaheen Zameen tu kaheen aasman nahin milta,
Teray jahan main aaisa nahin kay pyaar na ho,
Jahan umeed ho iss key wahaan nahin milta,
Jessay bhee dhaikhyee wooh apnay app main gumh hai,
Zubaan milli hai magar hum zubaan nahin milta,
*I have no clue who the poet is as I heard this song in a very old movies and I know I'm missing on SHAIR..forgive me..lol*

Comments on this journal
"Bujha saka hai bhala kaun waqt ke sholay
Yeh aisi aag hai jis meiN dhuwaaN nahiN milta"
Thanks for the post :)