Kaysay bhoolon
May bhool jaoon tumhain ab yeah he munasib hay
magar bhoolana chahoon tu kiss terha bhoolon
k tum tu phir bhe haqeekat ho koyee khawab nahi
yahan tu dil ka yeah alam hay k kya kahoon kambakhat
bhoola saka na yeah woh silsala jo tha he nahi
woh ek khayal jo aawaz tak gaya he nahi
woh ek baat jo may keh na saka tum say
woh ek rabt jo hum may kabhe raha he nahi
mujhay yaad hay woh sab kuch jo kabhe hoa he nahi
agar yeah haal hay dil ka tu koyee samjha ey
tumhain bhulaana bhe cahoon tu kiss terha bhoolon
k tum tu phir bhe haqeeqat ho koyee khawab nahi

Comments on this journal
mai.n utanaa yaad aa_uu.Ngaa mujhe jitanaa bhulaaogii