Kaun?
kis ko qaatil maiN kahuN kis ko masihaa samajhuN
Sub yahaN dost he baiThe hain kise kya samajhuN
Woh bhii kya din thai keh har vaham yaqiin hota tha
Ab haqiqat nazar aaye to ussay kya samajhuN
Dil jo TuuTaa to kai haath duaa ko uThe
Aise maahaul meiN ab kis ko paraayaa samajhuN
Zulm yeh hai keh hai yaqtaa terii begaana ravii
lutf ye hai keh maiN ab tak tujhe apna samajhuN

Comments on this journal