ADABI Corner ~Iktebass~
mein ney buhat si books pari hein jin mein moje buhat si batein acchi lagi ........mera dil karta hai k un ko share karon........aap k sath bhi asa hi ho ga............issliye Aqtabas k naam se ye topic shoro ker raha hoon .......
AAP bhi Apney collection share kijeyeh....
Wait for the photo approval of the adabi text.....
in the mean time few sher(poetry)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Log her baat ka afsaana bana laitay hain
Sab ko halaat ki roo-daad sunaaya na karo...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aisa Kuch howa key terey dil mein saman bhi na sakey
Umer bhar Lafaz chuney aur bata bhi na sakey
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
MOHABBAT say bana letay hain apna dost dushman ko
jhukati hay hamari ajzi sarkush ki gardan ko
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kiya maza daitii hay bijlee ki chamak mujhko Faraz
Mujh say Liptay hain meray naam say darnay walay
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ~